Assalam alaikum
Ramzan ke mahinese
Kuch apni adathow me
Thodisi thabdili karlinge
1-Farz namaze waqth par adakaringe.
2-Har Namaz me hamse
koi sunnathe ghair
mokida our nafeel bhi
nahi chootegi.
3-Har wakhth ba wazoo
Rahene ki koshish
Karinge.
4-Mazakh me bhi jhoot
Nahi bolinge.
5-koi insan ka dil na dil
Nahi dukha inge.
ALLAH" iss Mahe
Ramzan me ham sab
Musalmano ko Kuran
Kareem" padne our
Samajneki our us par
Amalkarneki thoufeeq
athakar -- Ameen...
No comments:
Post a Comment