Monday, 27 July 2015

Heart touched line Islamic sadaqa

Heart Touched line....��

Hazrat Abu Bakar Siddiq
رضي الله عنه.
Said: Kisi ko DUKH dene wala kabhi KHUSH nahi reh sakta.

Hazrat Umar Farooq
رضي الله عنه.
Said: Kisi ki be-basi pe mat hanso kal ye waqt tum par bhi aasakta hai.

Hazrat Usman Ghani
رضي الله عنه
Said: Kisi ki Aankh tumhari wajah se num na ho Kyun ke Tumhe uss ke har Aansu ka QARZ chukana hoga.

Hazrat Ali رضي الله عنه Said:
Mazloom aur Namaazi ki AAH se daro Kyun ke AAH kisi ki bhi ho ARSH ko cheer kar اللّه  ke paas jati hai.

Hazrat Abu Bakar Siddiq
رضي الله عنه.
Said: "Us Din Pe Ansu Bahao Jo Tum Ne Naiki K Bina Guzara Ho."

Hazrat Umar Farooq
رضي الله عنه
Said: "Zalimo Ko Muaf Karna Mazloomon Pe Zulm Hai."

Hazrat Osman Ghani
رضي الله عنه.
Said: "Zuban Darust Ho Jaye To Dil Bhi Darust Ho Jata Hai."

Hazrat Ali رضي الله عنه. Said:
"Jahan Tak Ho Sakay LaLach Se Bacho,LaLach Mei Zilat Hi Zilat Hai.

Dusron ko iss tarah MAAF karo
jis tarah اللّه  tumhe MAAF karta hai.....
Is sms ko 1 dost ko zarur bhejna,

Kyuki Achchi baat batana bhi SADQA hai....

No comments:

Post a Comment