اسلام و عليكم
THIS IS WHAT U
DON'T KNOW
Chizain Jo Marne K Baad Zinda Rehti Hain
Dil :10 Mins
Dimag :20 Mins
Ankh :4 Hrs
Jild :5 Days
Haddi :30.Days
Naik AAMAL : Hamesha Hamesha.
Kuch Chizein Jo Hum Namaz Me Roz Padhte Hain Lekin Unka TARJUMA Nahi Jante.
* ⏩ SANA:-
Subhanakallahumma Wabi hamdika Wa tabarakasmuka Wat'ala Jadduka Walaailaha Gairuka.
* ⏩ TARJUMA:-
Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi.
* ⏩ RUKU ME:-
Subhana Rabbiyal Azim
* ⏩ TARJUMA:-
Paak he mera Rab Azmat wala.
* ⏩ RUKU SE UTHTE WAQT:-
SamiAllahu Liman Hamida.
Rabbana Lakal Hamd.
* ⏩ TARJUMA:-
Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.
Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.
* ⏩ SAJDE ME:-
Subhana Rabbiyal A'ala.
* ⏩ TARJUMA:-
Paak he mera Rab Badi Shan wala.
Iss tarjume ko aage bheje taaki na jaanne wale ko b Tarjuma Pata chal jaye.
●●▌▌ MAUT Ke BAAD ▌▌●●
Tha Main Neend Mein Aur Mujhe Itna Sajaya Jaa Raha Tha,
Bade Hi Pyaar Se Mujhe Nahlaya Jaa Raha Tha.
Na Jaane Tha Wo Kaun Sa Ajab Khel Mere Ghar Mein,
Bachchon Ki Tarah Mujhe Kandhe Pe Uthaya Jaa Raha Tha.
Tha Paas Mere Mera Har Apna Us Waqt Fir Bhi,
Main Har Kisi Ke Munh Se Bulaya Jaa Raha Tha.
Jo Kabhi Dekhte Bhi Na The Mohabbat Ki Nigah Se,
Unke Dil Se Bhi Pyaar Mujh Pe Lutaya Jaa Raha Tha.
Maloom Nahi Hairaan Tha Har Koi Mujhe Sote Huye Dekh Kar,
Zor-Zor Se Ro Kar Mujhe Hasaya Jaa Raha Tha.
Kaanp Uthi Meri Rooh Mera Wo Makaan Dekh Kar,
Pata Chala Jab Mujhe Dafnaya Jaa Raha Tha,
Ro Pada Fir Main Bhi Mera Wo Manzar Dekh Kar,
Jahan Mujhe Hamesha Ke Liye Sulaya Jaa Raha Tha.
Mohabbat Ki Intiha Thi Jin Dilon Mein Mere Liye,
Usi Ghar Se Aaj Main Ek Pal Mein Bhulaya Jaa Raha Tha.
" YA - ALLAH "Jab Jab "TU" Apni Rehmaton ke Darwaze khole aur Pukare.!
Hai koi Rehmat Mangne Wala..?
Hai koi khushi Mangne Wala.?
Hai koi Shifa Mangne wala?
Hai koi NABI-e- KARIM (S.A.W) ki chahat magne wala?
YA ALLAH
sari khushiya
sari rehmatein
sari kamiyabi
sari barkatein
sari inayatein
sari shifatein
sari mehrbaniya
sari Razamandi
MERE MAULA ata farma,dena usko jo is waqt ye DUA padh raha hai Aur jisne yeh DUA mujhe bheja hai(AAMEEN )
dosto Hamari Daawat par koi na aye to hum
naraz ho jatey hain,,
ALLAH ki taraf se humen rozana 5-martaba
Daawat hoti ha
or
hum uske Ghar nahi jatey
Kia ALLAH hum se naraz na hoga?
Yeh Msg Nahi 1 Haqeeqat Hai
Plz
Namaz qayam karen,
Dusron ko bhi hidayat karen..
ALLAH is msg bhejne wale k walid waliden par
apni rehmat farmaae
Our jo ise usi waqt farwd kare ALLAH us k dil
ki naik hajaten pori karey... Aameen
RAAT K Waqt Jab Kutte K Bhonkne Ki Aawaz Sunai De To ALLAH Ki Panah Mango
Kyu K Wo Aisi Makhloq Dekhte Hei Jo Hum Nahi
Dekh Sakte.
Or Jab Raat Ko Zaruri Kaam Na Ho To Bahar Kum Hee Nikla Jay
Kyu K Raat K Waqt ALLAH Tala Apni Makhloq Mei Se Jise Chahta Hei Fela Deta Hei.
Bismillah Padh Kar Darwaze Bandh Kiya Kare
Kyu K Shetan Wo Darwaza Nahi Khol Sakta Jise Bismillah Padh Kar Bandh Kiya Gaya Ho.
Pani K Bartan Dhank K Rakha Kare Khas Tor Par Raat ke Waqt.
Acchi Or Pur Sakun Nind K Liye Durud Pak Padh K Soya Kare.
Har Acchi Baat Aap K Paas Amant Hoti Hei
Or Amant Jald Logo Tak Punchani Chahie.
"Jo Shakhs Soty Waqt "21" Baar"
PURI BISMILLAH" Parhta Hay,
ALLAH Farishton Se Frmata Hay K
Iski Har Saans K Badle Neki likho,
Aap K Mobile Me Jitne Number Save Hain
Un Sab Ko Forward Karain
Or Dakien Aaj Apki Wajah Say Kitny Loug Bismillah Parhty Hain
"Plz Kisi 1 Ko Tou zaroor Forwerd Karin".dua for me n all muslims.......
No comments:
Post a Comment