FASTING HOURS IN
Kuwait:
16hours
Saudi Arabia:
16hours
Morocco:
14hours
China:
14hours
Japan:
14:30hours
Korea:
12hours
England:
16:30hours
France:
16hours
Denmark:
21hours
Iceland :
20:20hours
Netherlands:
18:30hours
Argentina:
9:30hours
Canada:
18hours
United States:
15hours
Mexico:
13hours
South Africa:
10:30hours
India:
14:30hours
World Report hai k FAJAR KI AZAAN sab se pehly Indonesia me se shuru hoti hy a 0r phr
Sumatra
Malaysia
Dhaka
SriLanka
India
Pakistan
Afghanistan
Muscat
Saudia
kuwait
Dubai
Yemen
Iraq
Iran
Istanbul
Tarabils
Libya
America
tak lagatar 9hours Fajar ki AZAAN hoti huwe wapas Indonesia me pohunchti hy
Jahan Zohar ki AZAAN ka Waqat ho jata hy
Isi tarah 5Waqat ki AZAAN se poori zamin par ek bhi second aisa nahi jab AZAAN ki awaaz na aati ho. SUBHANALLAH
Monday, 27 July 2015
ramadan fasting hours in world wide
ramadan mubarak ka train
yathri kripa kar k yahan dyan de
Jannat -ul- firdos ko jane wali
Ramadan ul mubarak exprees
Apne right time ⌚se chal rhi hai..
Ye train
Apne right time par bandagi platform par
19-6-2015 par aaegi
Tamam momin passengers se request hai k apne apne lauggage
Namaz roza zakat sadqafitrha aur tilawat-e- quran
Ko lekar sawar ho..
aur tamam mamnuh
Chizo se bachte hue travel karein
Ramazan ul mubarak
Express
Lai-latul qadar Se hoti hui apne last station eid ul fitra ⭐ ko pohchegi
Note-:
Is train ka ticket
Sehri
AUr iftar hai..
Isko lena nai bhulen.....
Dua ki darkhawast
Plz forward...
one more beautiful Islamic most wanted words
اسلام و عليكم
THIS IS WHAT U
DON'T KNOW
Chizain Jo Marne K Baad Zinda Rehti Hain
Dil :10 Mins
Dimag :20 Mins
Ankh :4 Hrs
Jild :5 Days
Haddi :30.Days
Naik AAMAL : Hamesha Hamesha.
Kuch Chizein Jo Hum Namaz Me Roz Padhte Hain Lekin Unka TARJUMA Nahi Jante.
* ⏩ SANA:-
Subhanakallahumma Wabi hamdika Wa tabarakasmuka Wat'ala Jadduka Walaailaha Gairuka.
* ⏩ TARJUMA:-
Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi.
* ⏩ RUKU ME:-
Subhana Rabbiyal Azim
* ⏩ TARJUMA:-
Paak he mera Rab Azmat wala.
* ⏩ RUKU SE UTHTE WAQT:-
SamiAllahu Liman Hamida.
Rabbana Lakal Hamd.
* ⏩ TARJUMA:-
Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.
Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.
* ⏩ SAJDE ME:-
Subhana Rabbiyal A'ala.
* ⏩ TARJUMA:-
Paak he mera Rab Badi Shan wala.
Iss tarjume ko aage bheje taaki na jaanne wale ko b Tarjuma Pata chal jaye.
●●▌▌ MAUT Ke BAAD ▌▌●●
Tha Main Neend Mein Aur Mujhe Itna Sajaya Jaa Raha Tha,
Bade Hi Pyaar Se Mujhe Nahlaya Jaa Raha Tha.
Na Jaane Tha Wo Kaun Sa Ajab Khel Mere Ghar Mein,
Bachchon Ki Tarah Mujhe Kandhe Pe Uthaya Jaa Raha Tha.
Tha Paas Mere Mera Har Apna Us Waqt Fir Bhi,
Main Har Kisi Ke Munh Se Bulaya Jaa Raha Tha.
Jo Kabhi Dekhte Bhi Na The Mohabbat Ki Nigah Se,
Unke Dil Se Bhi Pyaar Mujh Pe Lutaya Jaa Raha Tha.
Maloom Nahi Hairaan Tha Har Koi Mujhe Sote Huye Dekh Kar,
Zor-Zor Se Ro Kar Mujhe Hasaya Jaa Raha Tha.
Kaanp Uthi Meri Rooh Mera Wo Makaan Dekh Kar,
Pata Chala Jab Mujhe Dafnaya Jaa Raha Tha,
Ro Pada Fir Main Bhi Mera Wo Manzar Dekh Kar,
Jahan Mujhe Hamesha Ke Liye Sulaya Jaa Raha Tha.
Mohabbat Ki Intiha Thi Jin Dilon Mein Mere Liye,
Usi Ghar Se Aaj Main Ek Pal Mein Bhulaya Jaa Raha Tha.
" YA - ALLAH "Jab Jab "TU" Apni Rehmaton ke Darwaze khole aur Pukare.!
Hai koi Rehmat Mangne Wala..?
Hai koi khushi Mangne Wala.?
Hai koi Shifa Mangne wala?
Hai koi NABI-e- KARIM (S.A.W) ki chahat magne wala?
YA ALLAH
sari khushiya
sari rehmatein
sari kamiyabi
sari barkatein
sari inayatein
sari shifatein
sari mehrbaniya
sari Razamandi
MERE MAULA ata farma,dena usko jo is waqt ye DUA padh raha hai Aur jisne yeh DUA mujhe bheja hai(AAMEEN )
dosto Hamari Daawat par koi na aye to hum
naraz ho jatey hain,,
ALLAH ki taraf se humen rozana 5-martaba
Daawat hoti ha
or
hum uske Ghar nahi jatey
Kia ALLAH hum se naraz na hoga?
Yeh Msg Nahi 1 Haqeeqat Hai
Plz
Namaz qayam karen,
Dusron ko bhi hidayat karen..
ALLAH is msg bhejne wale k walid waliden par
apni rehmat farmaae
Our jo ise usi waqt farwd kare ALLAH us k dil
ki naik hajaten pori karey... Aameen
RAAT K Waqt Jab Kutte K Bhonkne Ki Aawaz Sunai De To ALLAH Ki Panah Mango
Kyu K Wo Aisi Makhloq Dekhte Hei Jo Hum Nahi
Dekh Sakte.
Or Jab Raat Ko Zaruri Kaam Na Ho To Bahar Kum Hee Nikla Jay
Kyu K Raat K Waqt ALLAH Tala Apni Makhloq Mei Se Jise Chahta Hei Fela Deta Hei.
Bismillah Padh Kar Darwaze Bandh Kiya Kare
Kyu K Shetan Wo Darwaza Nahi Khol Sakta Jise Bismillah Padh Kar Bandh Kiya Gaya Ho.
Pani K Bartan Dhank K Rakha Kare Khas Tor Par Raat ke Waqt.
Acchi Or Pur Sakun Nind K Liye Durud Pak Padh K Soya Kare.
Har Acchi Baat Aap K Paas Amant Hoti Hei
Or Amant Jald Logo Tak Punchani Chahie.
"Jo Shakhs Soty Waqt "21" Baar"
PURI BISMILLAH" Parhta Hay,
ALLAH Farishton Se Frmata Hay K
Iski Har Saans K Badle Neki likho,
Aap K Mobile Me Jitne Number Save Hain
Un Sab Ko Forward Karain
Or Dakien Aaj Apki Wajah Say Kitny Loug Bismillah Parhty Hain
"Plz Kisi 1 Ko Tou zaroor Forwerd Karin".dua for me n all muslims.......
islamic hadith one more important
This Is Beautiful.. Once Moosa (AS) asked Allah Subhaana'O'Ta'ala:
O Allah! You have granted me the honor and privilege of talking to you directly, Have you given this privilege to any other person?
Allah Ta'ala replied, O!! Moosa during the last period I am going to send an Ummat, who will be the Ummat of Mohammed (SAW) with dry lips, parched tongues, emaciated body with eyes sunken deep into their sockets, with livers dry and stomachs suffering the pangs of hunger will call out to me (in dua) they will be much much closer to me than you O Moosa! while you speak to me there are 70000 veils between you and me but at the time of iftaar there will not be a single veil between me and the fasting Ummati of Mohammed (SAW) O!! Moosa I have taken upon myself the responsibility that at the time of iftaar I will never refuse the dua of a fasting person!
Humble Request: Please spread this beautiful hadith,
Remember me in your prayers.
Islamic sms more to more
As salamu alykum sirf ,3, Martaba sure akhlas padhen se ek khurane pak padhne ka sawab hai aap bhi padhen aur age bhi bheje
frm:SmBaba
zakath information list ramadan
ZAKAT INFORMATION LIST.
Rupees. Rs. Ps.
100. 2. 50
200 5. 00
300 7. 50
400. 10. 00
500. 12. 50
600. 15. 00
700. 17. 50
800. 20. 00
900. 22. 50
1000. 25. 00
1500. 37. 50
2000. 50. 00
2500. 62. 50
3000. 75. 00
3500. 87. 50
4000. 100. 00
4500. 112. 50
5000. 125. 00
5500. 137. 50
6000. 150. 00
6500. 162. 50
7000. 175. 00
7500. 187. 50
8000. 200. 00
8500. 212. 50
9000. 225. 00
9500. 237. 50
10000. 250. 00
15000. 375. 00
20000. 500. 00
25000. 625. 00
30000. 750. 00
35000. 875. 00
40000. 1000. 00
45000. 1125. 00
50000. 1250. 00
55000. 1375. 00
60000. 1500. 00
65000. 1625. 00
70000. 1750. 00
80000. 2000. 00
90000. 2250. 00
1 lakh. 2500. 00
2 lakh. 5000. 00
3 lakh. 7500. 00
4 lakh. 10000. 00
5 lakh. 12500. 00
6 lakh. 15000. 00
7 lakh. 17500. 00
8 lakh. 20000. 00
9 lakh. 22500. 00
10 lakh. 25000. 00
20 lakh. 50000. 00
30 lakh. 75000. 00
40 lakh. 1 lakh.
50 lakh. 1 lakh 25000
1 crore. 2 lakh 50000
2 crore. 5 lakh.
GB
Frwded as received ......ye ramzan mein kaam aiga save rakho.
Apna zakat aur fitra muslimano ke bhalai ke liye istmal kare.
Islamic important sms
Ramazan Mubarak Allah
Hum sab ko barkath aur kamiyabi Atha farmaya
Ameen..
A SMS 10 MUSALMANO KO
ZAROOR BAZEYA
unsa kaheya ka 10 aur MUSALMANO KO
ZAROOR BAthaya
KA APP 10 ROJDARO KO
SAHER MA UTAYA
ALLAH
Hum sab ko barkath aur kamiyabi Atha farmatha hai
Ameen..
inshallah thala..
ramazan ke mahine .....
Assalam alaikum
Ramzan ke mahinese
Kuch apni adathow me
Thodisi thabdili karlinge
1-Farz namaze waqth par adakaringe.
2-Har Namaz me hamse
koi sunnathe ghair
mokida our nafeel bhi
nahi chootegi.
3-Har wakhth ba wazoo
Rahene ki koshish
Karinge.
4-Mazakh me bhi jhoot
Nahi bolinge.
5-koi insan ka dil na dil
Nahi dukha inge.
ALLAH" iss Mahe
Ramzan me ham sab
Musalmano ko Kuran
Kareem" padne our
Samajneki our us par
Amalkarneki thoufeeq
athakar -- Ameen...
Heart touched line Islamic sadaqa
Heart Touched line....
Hazrat Abu Bakar Siddiq
رضي الله عنه.
Said: Kisi ko DUKH dene wala kabhi KHUSH nahi reh sakta.
Hazrat Umar Farooq
رضي الله عنه.
Said: Kisi ki be-basi pe mat hanso kal ye waqt tum par bhi aasakta hai.
Hazrat Usman Ghani
رضي الله عنه
Said: Kisi ki Aankh tumhari wajah se num na ho Kyun ke Tumhe uss ke har Aansu ka QARZ chukana hoga.
Hazrat Ali رضي الله عنه Said:
Mazloom aur Namaazi ki AAH se daro Kyun ke AAH kisi ki bhi ho ARSH ko cheer kar اللّه ke paas jati hai.
Hazrat Abu Bakar Siddiq
رضي الله عنه.
Said: "Us Din Pe Ansu Bahao Jo Tum Ne Naiki K Bina Guzara Ho."
Hazrat Umar Farooq
رضي الله عنه
Said: "Zalimo Ko Muaf Karna Mazloomon Pe Zulm Hai."
Hazrat Osman Ghani
رضي الله عنه.
Said: "Zuban Darust Ho Jaye To Dil Bhi Darust Ho Jata Hai."
Hazrat Ali رضي الله عنه. Said:
"Jahan Tak Ho Sakay LaLach Se Bacho,LaLach Mei Zilat Hi Zilat Hai.
Dusron ko iss tarah MAAF karo
jis tarah اللّه tumhe MAAF karta hai.....
Is sms ko 1 dost ko zarur bhejna,
Kyuki Achchi baat batana bhi SADQA hai....
Islamic message must forwards
आयतुल कुर्सी
पढ़ने की
फ़ज़ीलत
* घर से निकलते
वक़्त पढोगे
तो 70,000 फ़रिश्ते
हर तरफ
से आपकी
हिफाज़त करेंगे !
आमिन
घर में दाखिल होते
वक़्त पढोगे तो
आपके घर से
मोहताजी दूर होगी !
सुबहानअल्लाह
वुजू के बाद पढोगे
तो आपके 70 दर्जे
बुलंद होंगे!
सुबहानअल्लाह
रात को सोते वक़्त
तीन बार पढोगे
तो सारी रात
अल्लाह
की हिफाज़त में रहोगे
आमिन
अगर फ़र्ज़ नमाज़
के बाद पढोगे
तो मरने के बाद
आपका
एक पैर ज़मीन पर
और
दूसरा जन्नत में होगा!
आमिन
कोई भी
बात किसी को
बताना सद्काए
जरिया है
अगर किसी एक
ने भी अमल
किया तो आपको
भी उतना ही
सवाब
होगा जितना इसके
पढने वाले को
अल्लाह हमें
अमल की तोफीक
अता फरमाए
आमीन!
Roko mat aage bejo.
Allah हाफिज़ दोस्तोँ
हदीस :-जब तुम अपने बिस्तर पर जाओ तो सुराः फ़ातिह और सूरह इखलास को पढ़ लिया करो, तो मौत के अलावा हर चीज़ से बेखौफ हो जाओगे.
वह दिन क़रीब है जब आसमान पे सिर्फ एक सितारा ⭐होगा. तौबा का दरवाज़ा बंद कर दिया जायेगा. क़ुरआन के हरूफ मिट जायेंगे , सूरज ज़मीन के बिलकुल पास आ जायेगा., ☀
हुज़ूर सलल्लाहू अलैह वसल्लम ने फ़रमाया "बेनूर हो जाये उसका चेहरा जो कोई मेरी हदीस को सुन कर आगे न पोहचाए. "
✨Noor✨